The wonderful Noha Recite by Ali Shanawar is presented by the Nadeem Sarwar logo in the form of Bas Maula Bulalain Lyrics. This innovative descriptive is composed by Nadeem Sarwar, Ali Shanawar &amp, Ali Jee, and the songs are wonderfully penned by Nadeem Sarwar &amp, Jawad Jaffri. The descriptive picture for Bas Maula Bulalain was effectively directed by Ali Abbas Naqvi.

Karbala Karbala

Roz Azadaron Ke Hum Kafilay

Deikhty Hain Karbala Jate Huwe

Hum Ko Bhi Sarkar Bula Lijiye

Bula Lijiye Bula Lijiye

Sab Ki Sada Karbala

Sab Ki Dua Karbala

Sab Ki Sada Karbala

Sab Ki Dua Karbala

Sab Yeh Kahen Ge To Pucho Azadaron Se To

To Sab Ye Kahen Ge

Bas Maula Bulalain

Sun Lein Sadaen

Hum Ko Dikhaen Karb o Bala

Kash Hamein Hazrat e Abbas ( a. s ) Bulaen

Karb o Bala Ka Hamein Deedar Kra Dein

Hussain ( a. s ) Ya Hussain ( a. s )

Karb O Bala Jaan E Azadar Hai

Karb o Bala Eshq ka Darbar ka

Karb O Bala Jannat E Zawar Hai

Sara Jahan Jis,” Talabgaar Hai,”

Hussain ( a. s ) Hussain ( a. s )

Karb O Bala Jaan Hai

Sab Ka Ye Armaan Hai

Karb O Bala Jaan Hai

Sab Ka Ye Armaan Hai

Roza E Shabbir ( a. s ) Pe Sab Mil Ke Chalain Ge

Bas Maula Bulalain

Bas Maula Bulalain

Sun Lein Sadaen

Hum Ko Dikhaen Karb o Bala

Kash Hamein Hazrat e Abbas ( a. s ) Bulaen

Karb o Bala Ka Hamein Deedar Kra Dein

Hussain ( a. s ) Ya Hussain ( a. s )

Maula, you know,” Hayi Hai Suna”

Maal Se Daulat Se Nahi Wasta

Haan Jis Pe Karam Hota Hai Abbas ( a. s ) Ka

Register Wohi Jate Hain Karb O Bala

Hussain ( a. s ) Hussain ( a. s )

Kash Bala Lo Hamein

Roza Dikha Do Hamain

Kash Bala Lo Hamein

Roza Dikha Do Hamain

Hum To Ab Tum Se Hi Bas Fariyad Krein Ge

Bas Maula Bulalain

Bas Maula Bulalain

Sun Lein Sadaen

Hum Ko Dikhaen Karb o Bala

Kash Hamein Hazrat e Abbas ( a. s ) Bulaen

Karb o Bala Ka Hamein Deedar Kra Dein

Hussain ( a. s ) Ya Hussain ( a. s )

Maula Ab Bhi Croron Hain Muhib Aap Ke

Karb O Bala Jo Ke Nahi Aa Sakke

Dil Main Ziyaraat Ki Hasrat Liye

Kehte Hain Maula Hame Bulwaiyee

Hussain ( a. s ) Hussain ( a. s )

Ya Shah E Karb O Bala

Un Ki Bhi Sun Lo Sada

Ya Shah E Karb O Bala

Un Ki Bhi Sun Lo Sada

Does Bulaway Ka Intzar Karein Ge

Bas Maula Bulalain

Sun Lein Sadaen

Hum Ko Dikhaen Karb o Bala

Kash Hamein Hazrat e Abbas ( a. s ) Bulaen

Karb o Bala Ka Hamein Deedar Kra Dein

Hussain ( a. s ) Ya Hussain ( a. s )

Ana Hai Hum Ko. Ana Hai Hum Ko

Ana Hai Hum Ko Ya Hussain ( a. s ) Ana Hai Hum Ko

Haan Ana Hai Hum Ko Mere Maula Wahan

Asghar O Qasim Ali Akbar Jahan

Honge Shaheedon Ke Masaib Bayaan

Karbala Hai Phr Matam E Tishna Labaan

Hussain ( a. s ) Hussain ( a. s )

Shaheedan Ka Gham

Sham E Gareeban Ka Gham

Hum Wahan Ashoora O Chehlum Bhi Karen Ge

Bas Maula Bulalain

Sun Lein Sadaen

Hum Ko Dikhaen Karb o Bala

Kash Hamein Hazrat e Abbas ( a. s ) Bulaen

Karb o Bala Ka Hamein Deedar Kra Dein

Hussain ( a. s ) Ya Hussain ( a. s )

Maula Maula

Deikhna Hai Manzar E Karb O Bala

Door Thi Kitni Does Nehar Alqama

Jis Jagah Maula Ne Di Hal Min Sada

Jis Jagah Khaimay Jhale Sab Kuch Luta

Hussain ( a. s ) Hussain ( a. s )

Ghazi ( a. s ) Gira Tha Jahan

Roi Sakina ( s. a ) Jahan

Ghazi ( a. s ) Gira Tha Jahan

Roi Sakina ( s. a ) Jahan

Noha Parhein Ge Wahan Matam Bhi Karein Ge

Bas Maula Bulalain

Sun Lein Sadaen

Hum Ko Dikhaen Karb o Bala

Kash Hamein Hazrat e Abbas ( a. s ) Bulaen

Karb o Bala Ka Hamein Deedar Kra Dein

Hussain ( a. s ) Ya Hussain ( a. s )

Shaheedo Salam and Haan Kar O Bala Walay Shaheedo Salam

Haan Ap Ka Hai Sheda Yeh Aalam Tamaam

Dil Pe Likhe Hain Jo Ye 72 Naam

Yaad Rakhein Ge Yeh Tumhare Ghulam

Hussain ( a. s ) Hussain ( a. s )

Pan Se Wada Raha

Aen Ge Jab Karbala

Pan Se Wada Raha

Aen Ge Jab Karbala

Aa Ke Salam Ap Ko 100 Baar Karein Ge

Bas Maula Bulalain

Sun Lein Sadaen

Hum Ko Dikhaen Karb o Bala

Kash Hamein Hazrat e Abbas ( a. s ) Bulaen

Karb o Bala Ka Hamein Deedar Kra Dein

Hussain ( a. s ) Ya Hussain ( a. s )

Ana Hai Maula Ana Hai Hum Ko

Ana Hai Hum Ko Ya Hussain ( a. s )

Ana Hai Hum Ko

Han Qabr electronic Shaheedan Pe

Haan Nehr E Alqama Pe

Ana Hai Hum Ko Ya Hussain ( a. s )

Ana Hai Hum Ko

Haan Ana Hai Hum Ko

Muqaam E Kaf E Abbas ( a. s ) Han Khaima E Sadaat

Haan Muqam E Ali Asghar

Haan Muqam E Ali Akbar

Wo Roza E Shabbir ( a. s )

Wo Roza E Abbas ( as )

Wo Roza E Abbas ( a. s )

Hum Sab Ke Hai Ye Aas

Bas Maula Bulalain

Bas Maula Bulalain

Bas Maula Bulalain

Bas Maula Bulalain