Ya Imam E Raza Noha Information:
Noha: Ya Imam E Raza
Literature: Mazhar Abidi
Composed by: Mian Sajid Ali Naqvi
Director: Safdar Kaleem
Ya Imam E Raza Phrases
Mangtu Ki Sun Lay Mola
Ham Dar Pay Teray Detay Hain Sada
Ya Imam e Raza ( a. s ) Ya Ghareeb Al Ghurba
Har Matami Ki Sun Lo
Karte Hain Sab Dua
Ya Imam e Raza ( a. s ) Ya Ghareeb Al Ghurba
Teray Dar Pay Aaye Mola Sab Aas Yeh Laga Kay
Use Dard Se Shifa De: Jo Mareez La Dawa Hai
Teray Sehan Mein Shifa Hai
Hai Yehhi Kahin Khuda
Ya Imam e Raza ( a. s ) Ya Ghareeb Al Ghurba
Does Jo Godiyan Hain Khali Teray Dar Pay Hain Sawali
Sabhi Aa Kay Chumtin Hain Teri Shehnashi Ki Jali
Asghar ( a. s ) Kay Sadke Un Ko
Aulaad Ho Ata
Ya Imam e Raza ( a. s ) Ya Ghareeb Al Ghurba
Tu Hi Janta Hai Molo Bichhde Huwon Ka Sadma
Teri Behan Fatima Ho Akbar ( a. s ) Ho Ya Kay Sughra ( s. a )
Bhai Behan Jo Bichhde
Mola Unhe Mila
Ya Imam e Raza ( a. s ) Ya Ghareeb Al Ghurba
Nazar electronic Karam Ho Teri Rahay Door Tang Dasti
Teray Matami Ko Mola Na Rizq Ki Ho Tangi
Ho qarz momino ka
Ab Ghab Se Ada
Ya Imam e Raza ( a. s ) Ya Ghareeb Al Ghurba
Angoor Mein Zehar Tha Mamon Nay Jo Bheja
Us Zehar Nay Kiya Tha Tukde Tera Kaleja
Ro Kar Utha Rahay Hain
Taboot Ham Tera
Ya Imam e Raza ( a. s ) Ya Ghareeb Al Ghurba
Qum Ki Does Shahazadi Masooma Behan Teri
Tujh Se Bichhad Kay Zainab Ki Tarhan Roi, or” Tujh Se Bichhad Kay Zainab,”
Tujh Ko Hai Us ka Pursa
Pursa Usay Tera
Ya Imam e Raza ( a. s ) Ya Ghareeb Al Ghurba
Farhan Ki Duain Mola Unhain Bolain
Mehroom Hain Jo Ab Dapat
Iran Does Bhi Purana
Hamrah Kafilay Kay
Mazhar Ko Bhi Bula
Ya Imam e Raza ( a. s ) Ya Ghareeb Al Ghurba
Written by: Mazhar Abidi