A stunning Noha Recite by Syed Raza Abbas Zaidi is presented by the Mian Raza Abbas Zaidi Records tag with Aulad Agar Teri Hoti Akbar Lyrics. Nayyar Abbas composed this artistic descriptive, and Janab Zeeshan Abidi masterfully wrote the lyrics. The Noha picture for Aulad Agar Teri Hoti Akbar was expertly directed by Ali Arman Baltistani.

Aulad Agar Teri Hoti Akbar Noha Facts:

Noha: Aulad Agar Teri Hoti Akbar

Poetry By: Janab Zeeshan Abidi

Content: Nayyar Abbas

Focused By: Ali Arman Baltistani

Aulad Agar Teri Hoti Akbar Phrases

Jawan Betay Ko Aghosh Main Uthaye Huwe

Hussain Pe Bethay Hain Sar Jhukaye Huwe

Aulad Agar Hoti Teri Mera Dard Samjhta Tu Akbar

Ek Lash electronic Jawa’n Pe Ek Baba

Deta Tha Sada Yeh Ro Ro Kar

Na Tujh Ko Sambhala Jata Hai Na Khud Ko Sambhala Jata Hai

Tujhe Kya Maloom Jawa’n Beta Kis Tarha Se Pala Jata Hai

Girta Hu Kabhe Main Uthta Hoon

Jaonga Tujhe Kesy Lekar

Laila Se Ye Keh Kar Aya Hu Akbar Ne Bulaya Hai Mujhko

Tum Maa Ho Dua Mango Usne Seene Pe Na Barchi Khai Ho

Jene Ke Duain Hai Khaimay Main Teri Maa Ro Ro Kar

Athara Baras Tujh Ko Apne Seene Se Lagaya Hai Main Ne.

Tery Sath Apny Armano Ko Parwan Chadhaya Hai Main Ne.

Arman Tha Meri Mayyat Ko

Kandhay Pe Uthaye Tu Akbar

Akbar Meri Zainab Kay Dil Main Armaan Tha Teri Shadi Ka

Aye Kash Does De Mathay Pe Ek Bar Saja Leti Sehra

Bandhna Tha Jahan Per Haye Sehra

Hai Khoon Tery Us Mathay Perception

Is Forbidding Pe Rona Mere Sath Agar Aati Sughra Hai Hai Mere Sath Agar Aati Sughra?

Ajati Sughra’s Awaz Teri Sun Kar Ran Mein Tujhe Dhundne Ajati Sughra

Teri Lash Pe Aker Mar Jati

Sughra Bhaiya Bhaiya Keh Kar

Jitna’s Main Ghareeb Hu Aye Akbar Koi Baap Ghareeb Na Ho Itna

Jane Kitna, Pani Khud Manga Tha Tu Neptune Tha Na

Tere Kehne Per Bhi Main Tujh Ko

Pani Na Pila Paya Dilbar

Yeh Akhri Khwahish Hai Meri Sajjad Se Keh Dunga Jakar

Jab Bara Muharram Ko Did Sab Kay Lashon Ko Dafanaye Aakar

Mere Pehlu Main Tum Ko Dafna De

Kabhi Door Na Ho Mujh Se Akbar

 

Asan Nahi Hai Yeh Lamha Us Waqt Bataya Tha Main Ne

Tere Samne Hurr Ke Betay Ka Jab Lasha Uthaya Tha Main Ne.

Aulad Ka Gham Kya Hota Hai

Pooche Yeh Koi Mujh Se Aakar

Kandhay Pe Jawa’n Lasha Lekar Jab Khaimo’n Tak Pohche Mola

Zeeshan o Raza Yeh Kehte Hue Chuma Ali Akbar Ka Chehra

Teri Lash Utha Kar Kis Tarha

Jaoon Main Khaimon Kay Andar

Written by: Janab Zeeshan Abidi

Aulad Agar Teri Hoti Akbar Noha Video