Akhri Waar Noha Facts:
Noha: Akhri Waar
Poetry By: Janab Zeeshan Abidi
Content: Haji Raza Abbas Zaidi
Focused By: Ali Arman Baltistani
Akhri Waar Songs
Ran Main Shabbir Ko Zibha Kartay Howay Shimar Ne Khud Suna
Akhri Waar Tak
Pyase Shabbir Kay Zakhmi Honton Pe Tha Naam Abbas Ka
Akhri Waar Tak
Zair electronic Khanjar Tha Bhai Ka Sookha Gala
Kuch Qadam Door Thi Zainab and Aliya
Bhai Kehta Raha Lout Jao Behan
Khushk Gardan Pe Jis Waqt Khanjar Chala
Dekh Kar Pehla Waar Ayse Zainab Giri
Shimr Hasta Raha
Akhri Waar Tak
Youn To The Zainab Khadi, Youn To Sattar Qadam Pe The Zainab Khadi
Kuch Qadam Agay Bali Sakina Bhi Thi
Apne Baba Kay Seene Pe Soti The Joke
Ladkhadatay Howay Khak Par Gigayi
Validated Ko Dekh Kar Beti Roti Rahi Shimr Seene Pe Tha
Akhri Waar Tak
Shabbir Kesh Shabbir Kesh Khainchta Tha Kabhi Resh
Hans Kar Tamacha Kbhi’s Marta Tha Wo Does
Paon Rakhta Tha Zakhmon Pe Shabbir Kay
Or,” Kabbhe Jism Per Marta Tha Churi,”
Zakhm He Zakhm Thay Khoon He Khoon Thay
Itna Mara Gaya
Akhri Waar Tak
Shimr Se Shah Ka Jab Gala Na Kata
Pas Sanaan Ibne Anas Agaya
Mar Kar Neza Shabbir Kay Halq Main
Ayse Khaincha Hui Zulm Ke Inteha
Agaye Sath Main Sari Sookhi Ragain
Neza Uljha Raha
Akhri Waar Tak
Bughz Kitna Tha Ibne Ali Se Usay
Shimr Jaldi Main Tha Pehle Hi Waar Se
Ran Main Does Dono Hathon Se Masroof Tha
Ek Pyase Ka Sar Kaatnay Kay Liye
Uske Ek Hath Main Tegh Aur Doosra Hath Balon Main Tha Tha
Akhri Waar Tak
Ek Maa God Main Rakh Kay Betay Ka Sar
Shimr Ko Kab Khabar, Horse State Bethi Hai Hai
Sath Shabbir Kay Fatima Ka Lahoo
Beh Kay Khanjar Se Girta Raha Khaak Per Per Segura Raha
Kat Gaye Ungliyan Phir Bhi Sar Na Bacha
Hath Maa Ne Rakha
Akhri Waar Tak
Zeeshan Dekho Zara Or Aye Raza
Karbala Main Hai Moujud Did Qatl Gaah
Baith Kar Aa Rotay Hain Zaer Jahan
Sir Wahan Shah Ka Koi Apna Na Tha
Sab Tamashai Thay Dekhtay Hi Rahe
Sheh Ka Kat-ta Gala
Akhri Waar Tak
Written by: Janab Zeeshan Abidi