JJ47 by Talha Anjum by Maria Unera sings Citylights Lyrics, a lovely song released on the JJ47 Music Label. Umair provided the music for this profound song Citylights, and Maria Unera, JJ47, Talha Anjum, and Umair wrote the lyrics.
Main Likh Chuka Hoon Gaane Kitaab Ke Baraabar
Kitaab Band Karke Rakh Di Sharaab Ke Baraabar,
Sharaab Ke Bina Yeh Botal Kaanch Ke Baraabar,
Main Andhere Mein Hoon Jalte Ek Chiraag Ke Baraabar
Dekho Khiza Le Chuki Bahaar Ki Jagah Bhi,
Gulaab Khilta Hai Par Ek Gulaab Ki Jagah Par
Jaise Baagh Se Hai Kaayam Uski Aaj Bhi Rafaqat
Aur All I Need Is Fidelity,
Samajhdari Aur Sadaqat,
Baatein Banane Mein Mahir Hoon Main
Pardo Mein Bhi Kitna Zaahir Hoon Main,
Likhta Hoon Jaise Ke Shaayar Hoon Main
Kehne Se Darta Hoon, Kitna Kaayar Hoon Main, I
Am Mr. No Love Lost, I Am On The Mobile
Dealer Kari Ja Raha Hai Plug Chat, Locked In The
Studio, Main Sab Kar Doon Miss Out, Is Qalam Ko
Main Zabardasti Khis Raha Hoon, Yeh This That Cutting
Karachi Knife Speak, Your Head In My Company, Boy
Wipe That White Down, A Beautiful Mind, Kamre Ki
Main Rakhoon Lighting Out, Woh Mujhse Poochhte Hain, Are
You Always Sober? I Said, Nahin Boss, Ab Main J Aur
Kali Kush In The Air, Married To The Game, Yeh Nahin
Company Affair, Ab Main Focused, Vision Bhi Hai
Clear, They Know What It Is, I Do n’t Really
Have To Say, Would I? Chalte Chalte Hain Pahunche
Kahin Par Yeh Manzil To Nahin, Yeh Manzil To
Nahin Chalte Yoon Ke Karte Roshni
Erdgird Khade Log, Door Dekhta Abhi Bhi
Hai Yaad Mujhe Ghar Bana Ret Ka, Aasman Pe Taake
Duaayein Upar Phenkta, Yaar Chal Basa Mera Jaisa Bhi
Yeh Hai Zoom Mere Paas Sirf Naam Ka Tha Nek Tha, Yeh Hai Zoom Mere Paas Sirf Naam Ka
Hai, Main Mere Sheher Mein Shuru Se Hi Ek Tha, Aur
Ab Sab Mein Hai Ekta, Tere Liye Urdu, Mere
Liye Rekhta, Khushboo Hawa Mein Jo Mehke, Ab Poori
Poora Raat Lage, Rahte Kehke, Ab Hum Khud Kisi Se
Humin Yaar Bata Rahe Hum Na Yeh Kehte Ab Humein Yaar
Sahte Ab Yeh Baithe Hue Kaan Laga Ke Kheenchte
Hain Peeche, Badi Jaan Laga Ke, Kaam Hi Kya
Karte, Dhyaan Laga Ke, Humein Ghoomna Pada Saamaan
Laga Ke, Khwaab To Khwaab Hai, Pata Nahin Banoonga
Sochoon Apne Logon Ke Liye Aasani Banoonga, Main
Jee Gaya To Sahi, Warna Kahaani Banoonga, Behta
Rahoonga Ta Hayaat, Paani Banoonga, Pehle Shor Ab Kaam
Lage, Zindagi Der Se Uthoon, Badi Aaraam Lage
Zindagi Mera Imtihaan Lage, Zindagi, Rab Yeh
Inaam Lage, Zindagi So
Zakhm Dil Ko Lage Hain Se, Zakhm
Dafa Khud Se Jo Ki Hai Guftagu
Not Came Through, I Know It
Hai Chalte Chalte Pahunche Hai
Kahin Par Yeh Manzil To Nahin, Yeh Manzil To
Nahin Jalte Yoon Ke Karte