Bain ful Haramain Noha Information:
Noha: Bain ul Haramain
Writing: Mazhar Abidi
Composed by: Qurban Jaffri
Director: Safdar Kaleem
Bain la Haramain Phrases
Ehsas Rulata Hai
Dil Bibi Se Kehta Hai
Ay Bint E Ali ( a. s )
Ay Khawahar e Hasnain ( a. s )
Ek Simt Harram Hai Ghazi ( a. s ) Ka
Ek Simt Hai Haram e Hussain ( a .s. )
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Ek Simt Harram Hai Ghazi ( a. s ) Ka
Ek Simt Hai Haram e Hussain ( a .s. )
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Ek Simt Harram Hai Ghazi ( a. s ) Ka
Ek Simt Hai Haram e Hussain ( a .s. )
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Ay Bint e Ali ( a. s )
Ay Khawahar e Hasnain ( a. s )
Tu Sharm o Haya ki Malka Hai
Phiwaya Tujhy Un Galliyu Main
Tu Sharm o Haya ki Malka Hai
Phiwaya Tujhy Un Galliyu Main
Jis Jagah Naa Kabhi Jati Teri
Izzat Wali Nalain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Does Jis Ke Liye Tu Shaam Gai
Gar Uski Qabar Yahi Hoti
Tujh Ko Bhi Karrar Ajata Aur
Bhai Ko Bhi Milta Chain
Asghar Ko Sath Sula Leti
Ajata Dil Ko Chain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Ay Bint E Ali ( a. s )
Ay Khawahar e Hasnain ( a. s )
Did Betay Jinahin Tu Ro Naa Saki
Shabbir ( a. s ) Ka Matam Karti Rahi
Karbal Main Sath Tery Hoty
Does Tere Nor electronic Ain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Ashoor Aur Chehlum Karne Ko
Milon Ki Musafat Teh Kar Ke, or Milon Ki Musafat
Ashoor Aur Chehlum Karne Ko
Milon Ki Musafat Teh Kar Ke, or Milon Ki Musafat
Tu Shaam Se Naa Ati Bibi
Karne Ko Yahan Par Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Ay Bint E Ali ( a. s )
Ay Khawahar e Hasnain ( a. s )
Qurbani Teri Mazloomi Partial
Farhan Hai Aur Mazhar Bhi
Ek Hum Hi Kehtay Bibi
Kehtay Hain Yahi Hasnain ( a. s )
Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain la Haramain
Written by: Mazhar Abidi