Zakhmi Hai Sakina Noha Facts:
Noha: Zakhmi Hai Sakina
Writing: Mazhar Abidi
Composed by: Farhan Ali Waris
Director: Safdar Kaleem
Zakhmi Hai Sakina Phrases
Chalna Chahoon Tu Chala Bi Nahi Jata
Paon Zakhmi Yeh Uthta Hi Nahi Mera
Sona Chahoon Tu Soya Bi Nahi Jata
Pusht Zakhmi Hai Zakhmo Hai Khoon Behta State Hai Hai
Saans Layti Hun Tu Dukhti Hain Pasliyan
Dadi Zahra ( s. a ) Ki Tarhan, Tuotin Hain Pasliyan
Rukhsar Meray Zakhmi
Kaano State Lahoo Jari
Bunde Bi Chhine Meray
Kurta Bi Jala Baba
Haye Itna Mujhy Mara
Baba, Haye Zakhmi Hai Sakina ( s. a )
Baba, Haye Itna Mujhy Mara
Baba, Haye Zakhmi Hai Sakina ( s. a )
Dhoondti Phirti Thi Main Aap Ka Lasha Baba
Ek Zalim Nay Mujhy Rok Kay Mujhse Poocha
Dhoondti Kis Ko Hai Baba Ka Teray Naam Hai Kya
Meray Baba Hain Hussain Ibn Ali Mainy Kaha
Phir Ghaiz Main Woh Aaya
Chehry Pay Mujhy Mara
Reti Pay Gira Daala
Main Kayhti Rahi Baba
Haye Itna Mujhy Mara
Baba, Haye Zakhmi Hai Sakina ( s. a )
Raah Main Chaltay Huwy Qafla Thehraya Gaya
Pani Lay Kar Jo Wahan Shimar electronic Laeen Aaya Tha
Apne Lashkar Ko Wahan Pani State Sayraab Kya Apne Lashkar Ko Wahan
Wahin Phenk Diya Pani Dikhla Kay Mujhy Sira Wahin
Phir Hans Kay Woh Kayhta Tha
Piyasa Tujhe Rakhunga
Balon Ko Meray Khencha
Or Khoonn Rasa Baba
Haye Itna Mujhy Mara
Baba, Haye Zakhmi Hai Sakina ( s. a )
Pusht Zakhmi Hui Sajjad Ki Tu Mainy Kaha
Haye Maaro Na Ussy Bhai Hai Bemaar Mera
Sun Kay Aawaz Meri Shimr Meri Samt Badha
Bhai Ko Chod Diya Phir Woh Sitam Mujh Pay Kiya
Mara Mujhy Tamacha
Chehry State Lahoo Nikla
Woh Haath Sitamgar Ka
Bhaari Tha Bara Baba
Haye Itna Mujhy Mara
Baba, Haye Zakhmi Hai Sakina ( s. a )
Kha Kay Zalim Kay Tamache Mujhy Ghash Aata Tha
Phir Tamacho State Hi Woh Hosh Main Lay Aata Tha
Hans Kay Kayhta Tha Bula Baba Ko Ammu Ko Bula
Jitna Tu Roye Gi Utna Hi Tujhe Marunga
Phir Dil Mera Ghabraya
Or Jism Bi Tharraya
Yehh Haal Mera Dekha
Na Reham Kya Baba
Haye Itna Mujhy Mara
Baba, Haye Zakhmi Hai Sakina ( s. a )
Mera Nannah Sa Gala Rassi State Bandhwaya Gaya
Mujh Ko Panjoo Pay Kabhi Kaanto Pay Chalwaya Gaya
Tez Chaltay Huwy Naqoo State Bi Girwaya Gaya
The Main Phirwaya Gaya of Sir Ba Rehna Mujhy Bazaar
Thi Itni Thakan Baba
Paon Bi Na Uthta Tha
Us Waqt Jo Ghash Aaya
Aaise Jagaya Baba
Haye Itna Mujhy Mara
Baba, Haye Zakhmi Hai Sakina ( s. a )
Rehae Ki Khabar Paoungi, Jab Main Zindan State
Dadi Zahra ( s. a ) Ki Main Turbat Pay Chali Jaoungi
Apni Tuoti Hui Pasli Unhe Dikhlaongi
Chaar Saala Main Zaeefa Hun Yehh Batlaongi
Hum Dono Hain Mazlooma
Ek Jaisa Hai Gham Apna
Zalim Nay Jo Rulwaya
Dono Nay Kaha Baba
Haye Itna Mujhy Mara
Baba, Haye Zakhmi Hai Sakina ( s. a )
Kaisa Woh Mazhar o Farhan Tha Gham Ka Manzar
Qaiid Khany Main Sakina ( s. a ) Ko Milaa Baba Ka Sir
Roi Kuch Der Woh Moon Moon Payr Rakh Kar Moon Payr
Bas Yehhi Kayhte Huwy Kar Gaye Duniya State Safar
Yehh Aakhri Jumla Tha
Ab Sabr Nahi Hota
Sir Rone Laga Shah Ka
Beti Nay Kaha Baba
Haye Itna Mujhy Mara
Baba, Haye Zakhmi Hai Sakina ( s. a )
Baba
Meray Baba
Written by: Mazhar Abidi