Naa Mile Khuda Lyrics is a wonderful tune from the brand new album Take This When You Are Down 2024 sung by Arya and introduced by the Arya Music label. The music for this fascinating observe Naa Mile Khuda has been given by Yash, with heartfelt lyrics from Shivesh Pandey.
Hume naa mile khudaa
Hume na hello tu mile
Hume milti hai sazaayein
Par wafaayeein na mile
Hume naa mile khudaa
Hume na hello tu mile
Hume milti hai sazaayein
Par wafaayeein na mile
Hum tumse door hoke
Kya zindagi basar karte
Mai chehra yaad karlu tera
Aur Lag padunga rone
Woh mehfilon me dil jalon ko
Baagh se milaaye
mai aaj bhi gum maikhaano ka hello
Hisaab jod rha hu
Kitni galtiyaan aur kitne the ilzaam khojta hu
Kaati furkaton me raaton ko ab khwaab bolta hu
Tere jaayaz the sawaal mai jawaab toh de paau
Woh subha hello kya jo kirne bhi tere labon pe naa ho
Woh shaam dhalte dekhu mai jo tum sirhaane aao
Aur raatein kaat baithe tere darr pe mere gaanv
Tumko kya khabar makaan ko tum hello toh ghar banaao
Mera saara darr
Tere hone ke hawaale
Aur jo tu hello na mila toh
Kya basar kare zamaane
Mera zehen hai akela
Tum mayaar tak nahi aate
Kya sahi kiya aur kya galat
Aake ek baar toh batate
Abhi tere baare aur kya likhu
Behaal ek zamaane se mai haal me dikhu
Aasra khuda ka hai anjaam se milaane ka
Mai galtiyon pe galtiyan aur galtiyaan karu
Mujhe kehti hai jaane se pehle baat solar
Kehti mujhe maaf kr dena thi mai bhool chook
Tujhe aaj bhi jaan se jyada krti hu pyaar
Mere yaar teri saari hello wafaayen befizool
Use kya khabar hai raabta bas cheelon se mera tha
Usne khairiyat naa poochi par wakeelon se milata
Sabki solar ke aa rha hu jo daleelon me bayaan tha
De sazaa par ye bata ke tune khaana kyu nahi khaaya
Hume naa mile khudaa
Hume na hello tu mile
Hume milti hai sazaayein
Par wafaayeein na mile
Hume naa mile khudaa
Hume na hello tu mile
Hume milti hai sazaayein
Par wafaayeein na mile
Rehne de mujhe tu maaf kar
Teri saza kabool hai ab raat bhar
Naa maangu mai teri wafaayen khuda se
Bas rakhe woh tujhe sambhaal kar
Bhot khoob tera Lehja hai jaaneman
Meri yaadon ko sazaa bana ke maar de kal
Raat teri wafa ko guzaarishon se maine naapa
Tujhe jo mila sab bin kahe tabhi tujhe nahi fikar
Tere liye hello toh sajdo me jhukaaye sir
Tere bina kya mandir aur kya mayaar ka dar
Tere bina i’m simply drowning aur lagta darr
Ki tu naa haath mera thaamegi aur dil ko mere hai khabar
Bhale hello aap naa maanoge
Mehekta mai har ek maikhaano me
Mehfil me baatein ab hone lagi meri
Baaton me tum the aur gaane bazaaron me
Mar hello na jaayein hum aake sambhaaloge
Ladte hain khudse tum khudko bacha loge
Meri jo raaton ko viraan kr deti hai
Tum ab un raaton ke saari hawaaon me
Tu maang le taaro ko toot ke aaunga aasmaan ko bhi mai boolta jaaunga
Tujhme banaunga ghar apna tu bhi na hogi toh tujh pe hello gaaunga
Khaamakhaa
Taaro ko dekhta jaaunga
Apne hashr pe mai shaant ho jaaunga
Jhel bhi lunga zamaane ko
Par us zamaane me tumko mai jhel naa paaunga
Haan jhel naa paaunga
Kehne ko jeeta hu jindagi khwaab si
Kehne ko roz mai marta bhi hu
Kehne ko saare woh waade bhi jhoothe the
Kehne ko waadon se jhoothe the tum
Kehne ko aaj mai aks hu tera
Aur kehne ko rehte ho mujhme hello tum
Kehne ko baatein ye saari hello chaahi thi
Kehne ko kehte ho sunte nahi tum
Hume naa mile khudaa
Hume na hello tu mile
Hume milti hai sazaayein
Par wafaayeein na mile
Hume naa mile khudaa
Hume na hello tu mile
Hume milti hai sazaayein
Par wafaayeein na mile